In this post, we give images of Mirza Ghalib Poetry in Urdu with Images when we find more we update the post with Best Mirza Ghalib Ghazal in Urdu and Most New Mirza Ghalib Poetry (2022) we mention here with images.
Mirza Ghalib Poetry in Urdu | Mirza Ghalib Ghazal in Urdu
(Urdu: مرزا اسد اللٌٰÙ‡ بیگ خان; 27 December 1797 – 15 February 1869)
is post pe hum ne legendary poet mirza ghalib ki poetry urdu ki images me post ki aur roman english me bhi text me di ha jo log hindi mirza ghalib ki ghazal and poetry search krrha ha ha unko samjh aske mirza ghalib indian poet the jinko ghalib aur asad bhi kha jata ha unki historic jin me Dabir-ul-Mulk, Najm-ud-Daula shamil ha. mirza ghalib ne urdu aur pesian me bhi shayari likhi ha, mirza ghalib Kala Mahal, Agra me peda huey
![]() |
Mirza Ghalib Poetry in Urdu |
rang se khogar hua insan to mit jata ha rang
mushkile mujh per pareen itni ke asaaan ho gaey
baskah dushwar ha har kaam ka asaan hona
admi ko bhi mayasar nhi insaan hona
hai aur bhi dunya me sakhan warr bohat ache
kehte ha ke ghalib ka ha andaaze bayan aur
bazechaa itfaal ha dunya mere age
hota ha shab o roz tamasha mere age
rekhte ke tumhen ustaad nhi ho ghalib
kehte ha ale zamane me koi meer bhi tha
kaaba kis muh se jaoge ghalib
sharam tum ko mager nhi ati
Dard minat kash dawa na hua
me na acha hua bura na hua
Mirza Ghalib Poetry in Urdu | Mirza Ghalib Ghazal in Urdu
Qarz ki peete the me lekin samhjte the ke haa
rang lawe gi humari faqa masti eik din
kahan me khana ka darwaza ghalib aur kahan wahiz
per itna jante ha kal wo jata tha ke hum nikle
Ishq ne ghalib nikama kerdiya
warna hum bhi aaadmi the kaaam ke
Read Also : One Line Urdu Poetry [2022]
0 Comments