In this Post, we give images of Best Urdu Poetry when we find more we updates the post with Best Urdu Poetry and Most latest Quotes in Urdu 2022 of Urdu Quotes 2022. we mention here with images.
20+ Best Urdu Poetry with Images (2022)
we have the most recent collection of Best Urdu Poetry . Best poetry in Urdu of all time. the most recent collection of 20+ Best Urdu Poetry with Images (2022) SMS test message
Boht maazboot the hum! magar wo kehte ha na
mohabaat ache achon ko ujar ker rakh deti ha
Marna to us jahan me koi hadsa nhi
is dor e nagawar me jeena kamal ha
Hath tak lagane ko be adabi samajta tha
gale se lag ke roya tha bhicherne se zara phele
Dil Chata hai kahi roposh hojaon
me achanak yo hi khamosh hojaon
Dard halka ha sans bhari ha
jiye jane ki bas rasam jari ha
Chalne ka hosla nhi rokna mahal kerdiya
ishq ke is safar ne to mujh ko nidhal kerdiya
Dard Jitna shadeed hota ha
Ishq itna mazeed hota ha
yun na ker barbad muje baaz a ja mera dil dukhane se
me to insan hoon pathar bhi toot jata hai itna aazmane se
Rooh miti se ya miti rooh se tang ha
dono ke beech me shayad sukoon o aman ki jang ha
ye zaat tamasha ban chuki ha
duniya ke mele se thak chuki ha
Jhoot kehte ha log ke mohabat sab kuch cheen leti ha
me ne to mohabat kerke gamon ka khazana pa liya
Kabhi Rasste badal gaey, kabhi irade badal gaey
hum na badle magar tere wade badal gaey
mohabat ke andheron me pathar pigal gaey
gairon se kiya gila jab apne badal gaey
intizar to inka kiya jata ha jinhe wapis ana ho faraz
jo khud garz ho un ke liye mara nhi krte
Also Read
Beautiful and Best Urdu Poetry, Urdu quotes about life. Urdu quotes images. Sad poetry urdu. Best Urdu Poetry with Images. Urdu poetry about love. Sad quotes about life. Beautiful urdu quotes on life.
0 Comments