Teachers Day Shayari | Teachers Day Poetry in Urdu (2022)

In this post, we give images of poetry for teachers in urdu - teachers day shayari when we find more we update the post with Best Teachers day quotes in urdu language with Images and Most latest Teachers day 2022 and  Quotes for teachers in urdu. we mention here with images.

Teachers Day Shayari | Teachers Day Poetry in Urdu (2022)


Teacher to Khuda ki bari nehmat ha jab eik insan ko eik acha ustad mijaeygo to ghulam se badshah banskta ha apne teachers ki respect kre aj hum apko teachers pe bani shayari aur poetry de rhe ha with images agr apko hmari koshish achi lgi toh post ko share kre aur comment me bataey ke apko aur bi aesi teachers poetry chaeye toh hum is post ko update krdenge

Beautiful Urdu quotes about teachers of top 10 teachers poetry in urdu and quotes images. Best Teacher day poetry in urdu. Urdu poetry about teachers. 


poetry for teachers in urdu - teachers day shayari

jin ke kirdar sse ati ho sadaqat ki mehak

jin ke kirdar sse ati ho sadaqat ki mehak
un ki tadrees se pathar bhi pigal jate ha

ustad badshah nhi hota magar apne talbah ko badshah bana sakhta ha

ustad badshah nhi hota
magar apne talbah ko badshah bana sakhta ha

maa baap aur ustaad ha sab khuda ki naimat hai roktok un ki tumhare liye naimat

maa baap aur ustaad ha sab khuda ki naimat
hai roktok un ki tumhare liye naimat

hamari darasgaon me jo yeh ustad hote ha haqeeqat me yahi to qom ki bunyad hote ha

hamari darasgaon me jo yeh ustad hote ha
haqeeqat me yahi to qom ki bunyad hote ha

apne ustad ki eezat kro kiyuke  isi ki badolat aj tum ye ebadat parhne ke qabil ho

apne ustad ki eezat kro kiyuke 
isi ki badolat aj tum ye ebadat parhne ke qabil ho


humara fakhar humare usatizaan
inhi se wabista tarki ka rasta 

band ho jate ha jab sare darwaze naya rasta dikhate ha aap

band ho jate ha jab sare darwaze
naya rasta dikhate ha aap

Taleem eik aesa karobar ha jo baqi karobar ko takhleeq karta ha aur use urooj tak ponchane me ustad hi ka hath hota ha

Taleem eik aesa karobar ha
jo baqi karobar ko takhleeq karta ha
aur use urooj tak ponchane me
ustad hi ka hath hota ha

eik acha ustad eik chirag ki tarah ha jo dosron ko roshni dene ke liye khud ko jaladeta ha

eik acha ustad eik chirag ki tarah ha
jo dosron ko roshni dene ke liye khud ko jaladeta ha

jis ghar me taleem aur naik maa ho wo ghar tehzeeb aur insaniat ki university ha

jis ghar me taleem aur naik maa ho
wo ghar tehzeeb aur insaniat ki university ha

Ending 
we have the most recent collection of teachers day shayari / Teacher day poetry in Urdu

when we find latest 2022 teachers day poetry we update in new post for latest poetry visit our site 


read also

Post a Comment

0 Comments