In this post, we give images of Sad Bewafa Poetry in Urdu with Images when we find more we update the post with Best Sad Bewafa Poetry in Hindi and Most New Sad Bewafa Poetry (2022) we mention here with images.
Here is a Sad Bewafa Poetry in Urdu/Hindi - Latest New Poetry 2022 | Hindi Poetry 2022
Is post me humne sad bewafa poetry ki images dali ha jo ke urdu me ha aur roman english me poetry likhi ha aur jo sad bewafa poetry me jo ke khas kerke bewafa log agr kisi ne dekhe jin ke sath bewafai huey un keliye ye post hum ne tayar ki ha dekhen jese log bewafai krte toh unka anjam bhi bewafa hi hota ha 2022 ki tarz per humne is post ko tyar kiya ha is post me hindi poetry audience ke liye humne roman englsih me poetry likhi ha wo per skte ha
Here is a Sad Bewafa Poetry in Urdu/Hindi - Latest New Poetry 2022 | Hindi Poetry 2022
![]() |
Sad Bewafa Poetry in Urdu/hindi |
itna ehsan meri jan gawara kerle
ab kinare pe laga de ya kinara krle
pta ha is ka akhri jumla kiya tha?
mujh se poonch kerki thi mohabat
is ki bewafai ke bad bhi ise chaha
yeh aetraf bhi shamil ha mere gunaon me
sath nibhane wale to aag per chal ker sath nibahte ha
tum logon ki baton me aakar do qadam ka sath bhi na diya
ye bat alag ha aaj wo apnon me khush ha
ye baat bhi sach ha kabhi hum bhi is ke apne the
meri kurbaton ka wo adi hogya warna
muhabat use aj bhi kisi aur se ha
mere zawal se phele hi wo muje chorgya
yaron wo haseen to tha hi per zaheen kitna tha
ab mayoos kiyun ho us ki bewafai per
tum khud hi kehte the wo sab se alag ha
Mere bad agr kisi ko mujh jesa pao
toh mere baad kisi ke sath mujh jesa na krna
logon ko aaah lagti ha
tujhe mera sabar lagega
humein un se ha wafa ki umeed
j nhi jante ke wafa kiya ha
mera yaar bhi eik panchi ki tarah nikla
bebas tha to mera tha per nikle to urpara
seekhi ha us ne mohabat mujse
so jis se bhi kre ga bemisal krega
hum ne to eik be wafa ke khatir
dunya aur akhrat donon tabah krdi
Ab kiyun poonchti ha haal mera
tum ne hi to kha tha ke gair hoon me
hum bhi kisi ke dil hawalat me qaid the kabhi
phir us ne geron ki zamanat pe hume reha krdiya
eik tujh se taluq khatam hone ke baad
me ne chun chun ke taluq khatam kiye
Hum hi ne tarke taluq me pehal ki
wo chata tha magr hosla na tha uska
More latest Sad Bewafa Poetry
Nahi Shikkwwa Mujjhe Kuchh Bewaafai Ka Teri HargizGilaa Taab Ho Agaar Tu Ne Kisi Se Bhi Nibhi Ho
Hota hai apni ankh ka ansoo bBewafaa Wo bhi nikalta hai to kesi or k liye
Tanhaa Jeenaa Sekhlo Yaarro Mohabbat or Dosti Chahy Jitny Bhi Suchi Ho
Akhir Saath Choor Deti Hai
Is Se Pehle Keh Be Wafa Ho Jayen
Kyun Na Aee Dosst Ham Judaa Ho Jayen
Read Also:- Click Here
0 Comments