Best Friendship Quotes in Urdu - 2022

In this post, we give images of Friendship quotes in urdu when we find more we update the post with Best friendship quotes in Urdu with Images and Most latest friendship quotes in urdu 2022 of friendship poetry 2022. we mention here with images.

Dost ka hona eik azeem naimat agr sacha dost mil gaey to aur kisi ki zarorat nhi kabhi kabi friendship rishton se zyada gehri hoti ha is post me hum ne frienship quotes 2022 likhe ha age chal ker hum is post ko update krte rhenge

Best Friendship Quotes in Urdu - 2022

Beautiful Urdu quotes about friendship poetry in urdu and quotes images. Best friends poetry in urdu. Urdu poetry about love. Sad quotes about life. Beautiful quotes on life.

Best Friendship Quotes in Urdu - 2022


mujhe paglon se dosti karna pasand ha kiyunke mushkil me koi samajdar kam nhi ata

mujhe paglon se dosti karna pasand ha
kiyunke mushkil me koi samajdar kam nhi ata

thori der ki dosti me humesha khulos milta ha insan ka asli roop kuch arse ke bad samne ata hathori der ki dosti me humesha khulos milta ha insan ka asli roop kuch arse ke bad samne ata ha

thori der ki dosti me humesha khulos milta ha
insan ka asli roop kuch arse ke bad samne ata ha

waqt badal jate ha sath choot jate  zindagi ke safar me gehrey se gehrey dost chor jate ha

waqt badal jate ha sath choot jate 
zindagi ke safar me gehrey se gehrey dost chor jate ha


dunya me hazar rishte banao lekin eik rishta aisa zaror banao ke jab hazaron ap ke khilaf hon to wo eik apke sath ho

dunya me hazar rishte banao lekin eik rishta aisa zaror banao
ke jab hazaron ap ke khilaf hon to wo eik apke sath ho

kisi ne pocha iss dunya me aap ka kon ha me ne hans ker kha mere yar hi to meri dunya ha

kisi ne pocha iss dunya me aap ka kon ha
me ne hans ker kha mere yar hi to meri dunya ha

dunya badalti ha muasam ka rang dekh ker mere dost tu na badalna mera waqt dekh ker

dunya badalti ha muasam ka rang dekh ker
mere dost tu na badalna mera waqt dekh ker 

kerni khuda se kuch faryad baqi ha humein un se kehni kuch baat abhi baqi ha mout aeygi to kehna ruk ja abhi apne dost se mulaqat baqi ha

kerni khuda se kuch faryad baqi ha
humein un se kehni kuch baat abhi baqi ha
mout aeygi to kehna ruk ja
abhi apne dost se mulaqat baqi ha

mujhe yaron ki lambi qataron se matlab nhi ha agr tum dil se mukhlas ho to bas eik tum hi kafi ho

mujhe yaron ki lambi qataron se matlab nhi ha
agr tum dil se mukhlas ho to bas eik tum hi kafi ho

Khuda kre ye dosti itni gehri ho waqt tera aey aur mout meri ho\

Khuda kre ye dosti itni gehri ho
waqt tera aey aur mout meri ho

Post a Comment

0 Comments