In this post, we give images of Eid Poetry in Urdu with Images when we find more we update the post with Best Eid Poetry and Most New Eid ul adha Poetry Urdu [2022] we mention here with images.
Eid Poetry in Urdu | Eid ul adha Poetry Urdu [2022]
aj humbat krne wle ha eid poetry in urdu 2022 ki is post me eid poetry urdu me denge sad eid poetry in urdu aur mixed eid poetry hongi jin ki images bhi hongi aur roman english me text sms keliye bhi denge so is post ko share kre age eid ul adha poetry urdu 2022 bhi is me dali jaygi is keliye bhi agr ap poetry images kisi ko send krna chate ha kr skte ha is post ki link share krke
![]() |
Eid Poetry in Urdu | Eid ul adha Poetry Urdu [2022] |
Eid Ke Din JAb Kareeb dekhe
mene aksar udass gareeb dekhe
bas kuch tasveerain bannana hoti ha
warna sawar ker eiden ab kon mananta ha
Eid ke Din bhi Taqdeer se majboor the hum
ro pare mil ker gale teri tasveer se hum
Gham hi gham hai umeed me kiya rakha ha
eid aya kre ab eid me kiya rkha ha
mudat huey hum ne eid nhi manaiy
is bar eid ka chand ban ker ajao
Zindagi ka haal bhi eid jesa hogya ha
khushiyan bhi saal me eik bar dastak deti ha
tere bagair tere khayalon ke sahare
hum ne eid manaiy nhi sirf guzari ha
Eid Ati ha har saal magr eid pe wo ronaq nhi ati
kiyunke wo bachpan wali eid ab nhi ati
Aur bhar jati ha bholi huey yadoon ki kasak
eid ka din to faqat zakham hare kerta ha
Hasrat ha tumari deed kre
tum ao to hum bhi eid kre
Humesha mujh ko eid se yaahi pegham milta ha
koi qurban hota ha kisi ki eid hoti ha
haashi khushi tere jeevan ka har safar guzre
meri dua ha ke teri eid khoob tar guzre
Eid Poetry in Urdu | Eid ul adha Poetry Urdu [2022]
Aur bhi eid poetry urdu me is post pe time to time new post banake dali gaey tb tk apko humare dosri posts dekhe niche link ha
0 Comments