In this post, we give images of Best Waqt Poetry with Images when we find more we update the post with Time Shayari and Most time poetry in urdu for all [2022] we mention here with images.
Here is Best Waqt Poetry | Time Shayari | 2022
aj hum is post me baat krne wle ha waqt poetry ki top poetry images ki waqt agr guzrar jaey toh piche kuch nhi rehta insan apne waqt ka sahi istimal krna chaeye aur apne rab ko raazi krna chaeye aur aj humne is post time sharyari thi is post ko age share kre aur comment kre
![]() |
Waqt Poetry | Time Shayari | 2022 |
Toota hua bharosa aur guzra hua waqt
zindagi me kabhi lot ker nhi aata
Waqt badalte ha to haalat badal jate ha
insaan to kia darwaze deewar badal jate ha
bewafa badle ya na badle aey mere dost
waqt ane pe wafadar badal jate ha
aaj merey paas tumhare liye koi waqt nhi ha kabhi waqt hi waqt tha waqt waqt ki bat ha
use kehna sada muasam baharon ke nhi rehte
sabz bhi girte ha jab hawaen rukh badlti ha
Zindagi ke khathan aur mushkil shab o roz guzar jate ha lekin sath dene
wale sath chor dene wale aur sath ho ker bhi sath na dene wale
humesha yaad rehte ha
waqt rehte hi Allah ko raazi kerlo
waqt agr beet gaya
to dusra moqa kabi nhi milega
apne kuch lamhon ke urooj per gurror na kerna
kiyunke waqt badalne me dair nhi lgti
bure waqt me bhi eik achaey hoti ha
jese hi aata ha faltu ke log chale jate hai
Waqt apna na rahe to apne bhi apne nhi rehte
0 Comments