Islamic Poetry in Urdu 2022

Islamic Poetry in Urdu 2022

In this Post we give images of Latest Islamic Poetry 2022 we find we updates the post with Islamic Poetry in Urdu 2022 and Most latest poetry in urdu 2022 of Islamic Quotes 2022. we mention here with images.



Zamane ka sahara to bezahir eik dikhawa ha
haqeeqat me mujhe mera khuda girne nhi deta


Toheed to ye ha ke khuda hashar me keh de
yeh banda zamane se khafa mere liye ha


me kese man lon ke koi mera nhi raha
jab tk khuda ki zaat ha tanha nhi hoon me


tuoba ki umeed per hochuke bohat gunah ya rab
mohalat to mil rhi ha tofeeq bhi ata kr


hum rozz gunah krte ha, wo chupata ha apni rehmat se
hum majboor apni adaat se, wo mashoor apni rehmat se


qayamt tak sajde me rhe sar mera aey khuda
ke teri naiamatoon ke liye ye zindagi kafi nhi


Khuda ki rehmat me kuch na faraq dekha
sare zamane ko mene parakh dekha


mere bachpan ke din bhi kiya khoob the iqbal
be namai bhi tha aur begunah bhi


so enjoy few quotes in urdu 2022 on Islamic 2022 poetry with images we update more poetry on this blog like share and comment to our site more poetry 2022 of islamic poetry or islamic quotes latest poetry 2022

Post a Comment

2 Comments