kha jata ha ke zindagi allah ki bari naimat ha. zindagi ko hume khushi aur taimal se guzarana chaeye. zindagi har kisi ki alag alaag hoti ha agr zindagi ki poetry aur best poetry about life in urdu ko talash karrhe ha to humari is site per waqtan fa waqtan hum poetry on life in urdu ki is post ko 2022 ki life poetry se update krte rhenge
Best Poetry about Life in Urdu | Zindagi Poetry
In this post, we give images of poetry about life in urdu - zindagi poetry and shayari when we find more we update the post with Best life quotes in urdu language with Images and Most latest life poetry 2022 and Quotes for life in urdu. we mention here with images.
![]() |
Best Poetry about Life in Urdu | Zindagi Poetry |
yuh to marne ke liye zehr sabhi pete ha
zindagi tere liye zehr piya ha mene
Zindagi to ne mujhe qabar se kum di ha zamee
paon phelaon to deewar me sar lagta ha
jo guzari na jasaki hum se
humne wo zindagi guzari ha
Zindagi me jo bhi mila sabaq de gaya
har shaks mera ustad nikla
marna to is jahan me koi hadsa nhi
iss dor nagawar me jeena kamal ha
kiya gum ha kiya khushi maloom nhi wo apna ha
ke agnabi maloom nhi jis ke bagair guzarta nhi eik pal
kesse guzre gi ye zindagi maloom nhi
parhi ha yun to kitaben hazaro magr
haqeeqat me jo sabaq mile apni zindagi se mile
har sabaq likhne ke liye zindagi me
eik hadse ka hona zarori ha
Ending
we have the most recent collection of life shayari / life poetry in Urdu
when we find latest 2022 zindagi poetry we update in new post for latest poetry visit our
site
Read Also
0 Comments