Beautiful Poetry in Urdu & Beautiful Quotes in Urdu | Khoobsurat Poetry [2022]
Beautiful Poetry in Urdu & Beautiful Quotes in Urdu
mohabat eik aisa khoobsurat jungle hajahan bahadur sher eik hirni se mare jate ha
tanha thi aur humaesha se tanha hazindaaggi ha zindaagi ka naam magr kiya ha zindagi
bhar aey na ankhen to eik baat kahoon
ab tum se bicharne ke imkan boht ha
usne bhi lot ke ane me umer gawadi
jisko so bar kha sham na honey dena
hum rakhte ha taluq to nibate ha umer bhar
hum se badle nhi jate yaar bhi aur pyaar bhi
kabhi to khatam hongi ye udasian ye tanhaiyan
eik din to acha hoga chaar din ki zindagi me
naasiyatein hume kerte ha tark e ulfat ki
yeh kher khuwa humare kidar se aanikle
o yaar humesha chad deenda aey
jis yaar te dheer aetbar howe
zindagi ke udas lamhon me
bewafa dost yaad ate ha
sun ker tera naam ankhen khol deta tha koi
aaj tera le ke koi gafil hogya
to meri umer ke samundar me
zindagi ka akhri jazeera ha
kiya rogh de gaey ha ye naey muasam ki barish
mujhe yaad arahe ha mujhe bhool jane wale
dhanp rhi thi wo khud ko aanchal se baar baar
bhala raat chupa skti ha kabhi chand ka husun
fakhat us shok me ponchti ha hazaron batein
me tera hussan, tere husun bayan tk dekhon
humein soorat se kiya matlab hum seerat pe marte ha
use kehna tumhara husun jab dhul gaey to lot ana
aoron ki nazar me tum kuch bhi the
per meri nazar me tum koi hoor se kum nhi the
husun yousuf to aaj bhi yaad ha sahib
pakeezi mariam ko kiyun bhool gaey ha
hum to sirf kirdar dekte ha sahib
husun to hum ne sareaam bikhta dekhta ha
teri zulfen chehre per bhikharti rhi aese
sooraj wahi se ubhar ubhar ker doobta rha
qaid kerke tumhari chehre ko
meri aankhon ne khudkushi kerli
kaash itne wafa daar bhi hote
jitne log haseen hote hai
mohabbat ke bazar me hussan ki zarrorat nhi
dil jis pe ajaey wo sab se hussan lagta ha
yaad ati ha adaaen jo teri aey mehboob
bhool jate ha haseenan e jahan naz apna
0 Comments