In this post there is available Anaa poetry & Anaa poetry in Urdu - 2023 latest anaa poetry in hindi also.
Tujhe manahoon ke apni anaa ki BAAT sunoon
Ulag rha ha mere faislon ka reshum phir
Agr tumhari anaa hi ka ha sawaal toh phir
Chalo me hath barhata ho dosti ke liye
jis terhan lemoo ki aik boond bhi hazaron letter
doodh barbad ker deti hai isi terhan insaan ki anaa bhi
achay se achay
rishte barbaad kar deti hai
mohabbat karne walay anaa ko tornay ki koshish nahi karte
woh maan rakhtay hain woh maan jatay hain
haan theek hai, mein apni anaa ka mareez hon
aakhir mere mizaaj mein kyun dakhal day koi
anaa parast to hum bhi gazabb ke hain
tairay ghuroor ka bas ehtram karte hain .
yeh jo teri anaa ha
hona isko fanaa ha
0 Comments