in this post we share with you poetry in urdu 2 lines you can find here poetry in urdu and here in this post we can write urdu shayari [2023] latest poetry in roman english also if you like share our post to others support poetryinto.com
There is so much new poetry being written in Urdu these days, it's hard to keep up! Here are a few of our favorites that we've found recently.
mein toh khud bhi kifayat se use kharch kron
wo ha mehngai mein mushkil se kamaya hua shaks
mumkin ha aisa waqt ho tarteeb waqt mein
dastak ko tera haath barhay aur mera Durna ho
kuch ab sambhalny lagi hai jaan bhi badal chala dour aasmaa bhi
jo raat bhaari thi tal gayi hai jo din kara tha guzar gaya woh
پھول کی خُوشبو , ہَوا کی چاپ ، شیشے کی کھنک
کون سی شے ہے ، جو تیری خوش بیانی میں نہیں ؟؟
kaf afsos milnay se bhala ab faida kya hai ♥️
dil raahat talabb kyun hum nah kehte thay yeh duniya hai ♥️❣️
mein tujhe tairay haal par kaisay chor dun aakhir
Tera haal poochnay se hi mujhe sukoon milta hai
tum ko yaad kar lon to mil jata hai sukoon dil ko
" meri tanhai ka sasta sa ilaaj ho tum
aik teri nazar jo mera sath day janan
mein kisi aur ko dekhna bhi gunah samjhun
dil afsurda bhi hua use dekh ker tooba
umer bhar kon jawan kon haseen rehta ha
tu itni tang nigahi se apni chaal na chal
hum ihle dil ha khule dil se harne wle
Insaan gham ki kefiyat se kabhi bahar nahi nikalta.
khushi mehez thakaan utarne ka waqfa hai *
🖋️ * Bano Qudsia *
0 Comments